Dhoondho gay agar mulkon mulkon
milnay k nahi, nayaab hein hum
tabeer hey jiss ki hasrat-o-gham
aye hum nafaso wo khaab hein hum
aye dard bata, kuch tu hee bata
ab tak ye muama hal na hoa
hum mein hey dil-e-baytab nehaa’n
ya app he baytaab hein hum
lakhon hee musafir chaltay hein
manzil pay pohnchtay hein do ek
aye ahl-e-zamana qadr karo
nayab na hon, kamyaab hein hum
nice 1